God, ye kya hai?
God is god,
God is sabd ka sahi matlab kya hai kya aap jante ho.aaj him god yaani bhagwan ke bare me baat Karenge.
Us se phale may aap logo se apni pichhli post ke bare me batana chahta hu ummid hai aap logo ko pasand ayegi.love ka sahi matlab waha bataya hai, siska link ye raha,u
http://anandlovethought.blogspot.in/2018/04/meaning-of-lovemother.html?m=1
Ab hum topic par aate hai.

God is sabd me bahot takat hai. Koi bhi insaan kab god ko yaad karta hai jab wah musibat me hota hai to kya hum ye maan le ki bhagwaan hamari madad karte hai ,nahi is sabd par hame itna bishwas hai ki musibat me baar baar is sabd ko bolne se hi hamare andar ek urja utpan ho jati hai Jo hamari muskilo se madad karti hai .bahgwan par"may ye nahi kahta wishwaas mat karna,par kishi mushafir par magar andhwishwaas mat karna"ye to song ban gaya.
Sorry, topic par aata hu.kyu ki aagar him poja,prathna ,nahi karenge to aapke andar wo wishwaas WO urja nahi utpan hogi.kewal poja karne se nahi kuchh nahi hoga Muslim namaj padhte hai Hindu gita badhte hai,is tarah har ek dhram ki apni pustak hai jise log badhte hai.ye sabhi granth aapke sawalo ka jawab deti hai tab jab aap dhyan se padhte ho.thik ushi tarah jab aap god ko sachhe man se yaad karoge tabhi aapka bhala hoga.
Kya aap log jante ho,hamre andar 7 chakr hai jisme karishme chhupe hai jab hum god ka naam lete hai.to hamre andar ek tarange jati hai dimak se hote huai Jo chakro ko jagrit kar deti hai. Usi ki sakti hai Jo bahgwaan ke rup me madad karti hai.lekin is sakti ke liye wishwaas hona jaruri hai.
Is sakti ka asan tarika Jo may karta hu jab bhi koi peresani hoti hai ankhe band karke Jo kuchh bhi apne undar sunai deta hai bas wahi karta hu.WO dil ki awaj hoti hai.
Suddenly though
""God kabhi na kahte hai mujhe chhappn bhog chadhana,
Nahi meri chahat me hath pair katwana,
Nahi mujhse kuchh kahne ko tum mombatti jalana,
Balki us pakwano ko garibo me batwana ,
Har ek jakhmi ka tum ilaj karwana ,un mombatti she ghar ko Rosan karna,""
May har ek dharm ka upasak hu.
&
Please aisa kuchh kijiye ki sari duniya ke liye mishal ban jaye.kisi bhi ladki ya aurat ke taraf buri najar se dekhne walo ki ruh kap jaye,aisa kanun banana ki appeal kijiye jisase jald se jald nyay mil sake ,kyo ki nyay me deri nyay na Milne ke saman hota hai.

Comments